Mohe Hori me kar gayo tang ye Rasiya mane na meri/RadhaKrishna shringar@Dhruv Sharma + Swarna Shri

Bhajan credit @Dhruv Sharma Swarna Shri Video credit @Mahak Agarwal Instagram ID-@radhegovindshringar Holi bhajan mashup 2022 Ramahi keval prem piyara ‘ Jo prem gali me aaya nahi wo priyatam ka thikaana kya jaane Jisne kabhi prem kiya hi nahi wo prem nibhaana kya jaane Jo Ved padhe aur bhed kare , man me nirmalata nahi aai Wo jitna chahe gyaan kahe Bhagwaan ko paana kya jaane Ye duniya gorakh dhandha hai , sab jag maya me andhe hai Jis andhe ne prabhu ko dekha nahi wo roop bataana kya jaane Jis dil me na paida dard hua wo jaane peer paraai kya Meera thi diwani Mohan ki sansaar diwaana kya jaane Jo prem gali me aaya nahi .................
Back to Top