Movie/album: Balmaa
Singers: Asha Bhosle, Kumar Sanu
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label: Venus
Starring: Avinash Wadhavan, Ayesha Jhulka
Release on: null
Balma balma balma
Balma balma balma
Balma balma balma
Balma balma balma
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Teri aankho se nindiya churaunga
Tere hontho se laali udaunga
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Tujhe sanso me apni basaungi
Tujhe apni nazar mein chhupaungi
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Aankhe bichhaye baithi thi
Dilbar ki chah mein
Kab se khadi thi main
Yaha chahat ki rah mein
Tune jo di saja toh main
Tere pas aa gaya
Dooniya bhulake main
Sanam tujhme sama gaya
Diwani ho gayi thi main tere pyar mein
Bechain ho rahi thi main tere intzaar mein