Sonakshi Sinha for #Mijwan2015

Sonakshi Sinha recites the beautiful words of Kaifi Azmi’s poem ‘Aurat’ Zindagii jehad mein hai sabr ke qaabuu mein nahii, Nabz-e-hastii kaa lahuu kaamptii aansuu mein nahii, Udne khulne mein hai nakhat kham-e-gesu mein nahii, Jannat aik aur hai jo mard ke pahluu mein nahii, Uskii aazaad ravish par bhi machalnaa hai tujhe, Uth merii jaan! Mere saath hii chalnaa hai tujhe. Translation: Life is in struggle, not in the restraint of patience, The blood of pulsating life is not in trembling tears, Fragrance l
Back to Top