Asaram Bapu Ka Deewana

Duniya ko chhod aya hu, aya tere darsh ka divana, tera darshan jo pau mai har gam bhul jau, tere darshan ki mahima mai har dam gata jau, jo bhi mujko mila hai tere dar se mila hai, mahotaj hu teri rahetmat ka , mai to dil var du, mai to jaan var du, divana hu tere darshan ka, paramhanso ka mela, meri takdir tu hai, mari tadbir tu hai , sukarana hai teri rahemat ka, mai hu tera hi divana, mai hu tera hi parvana,
Back to Top